اس پرچم کے سائے تلے ہم ایک ہیں ہم ایک ہیں
Iss Parchaam Kye saye Taley hum aik
hain hum aik hain -- 2
Sanjhi apni khushyan, ho ho
Sanjhi apni khushyan aur gham aik
hain hum aik hain
Iss Parchaam Kye saye Taley hum aik
hain hum aik hain
Aik chaman Kye phul hain saray aik
gagan Kye taray
Aik gagan ke taray
Aik samandar mein girtay hain sab
daryaon Kye dharay
Sab daryaon Kye dharay
Juda juda hain lehrain, sargam aik
hain hum aik hain
Sanjhi apni khushyan, ho ho Sanjhi
apni khushyan aur gham aik hain hum aik hain
Iss Parchaam Kye saye Taley hum aik
hain hum aik hain
Aik hi kashti Kye hain musafir aik
manzil Kye rahi
Ho ho aik manzil Kye rahi
Apni aan par mitnay walay hum janbaz
sipahi
Band muthi ki surat ki bahum aik hain
hum aik hain
Sanjhi apni khushyan, ho ho
Sanjhi apni khushyan aur gham aik
hain hum aik hain
Iss Parchaam Kye saye Taley hum aik
hain hum aik hain
Pak watan ki izzat hum ko apni jan
say pyari
Apni shan hai Iss Kye dam say yeh hai
aan hamari
Apnay chaman mein phul aur shabnam
aik hain
Sanjhi apni khushyan, ho ho
Sanjhi apni khushyan aur gham aik hain
hum aik hain
Iss Parchaam Kye saye Taley hum aik
hain hum aik hain
Iss Parchaam Kye saye Taley hum aik
hain hum aik hain
Post a Comment